Текст песни B Praak — Teri Mitti + аккорды для гитары
Вступление [Intro] Eb [Verse] Eb Talwaron pe sar vaar diye Eb Angaron mein jism jalaya hai Eb Tab jaake ke kahin humne sar pe Eb Yeh kesari rang sajaya hai Eb Ae meri zameen afsos nahi Cm Jo tere liye sau dard sahe Ab Mehfooz rahe teri aan sada Eb Chahe jaan meri yeh rahe na rahe [Instrumental] Eb [Verse] Eb Ae meri zameen mehboob meri Cm Meri nas nas mein tera ishq bahe Ab Feeka na pade kabhi rang tera Eb Jismon se nikal ke khoon kahe [Instrumental] Eb Cm Ab Bbsus4 Bb [Chorus] Eb Teri mitti mein mil jawaan Cm Gull banke main khil jawaan Ab Eb Itni si hai dil ki aarzu Eb Teri nadiyon mein beh jawaan Cm Teri kheton mein lehrawaan Ab Eb Itni si hai dil ki aarzu [Instrumental] Ab Fm Ab Bb [Verse] Eb Sarson se bhare khalihan mere Eb Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka Eb Aabad rahe woh gaanv mera Eb Jahaan laut ke wapas ja na saka [Verse] Eb Ho watna ve, mere watna ve Cm Tera mera pyar nirala tha Ab Kurban hua teri asmat pe Eb Main kitna naseebon wala tha [Instrumental] Eb Cm Ab Eb [Chorus] Eb Teri mitti mein mil jawaan Cm Gull banke main khil jawaan Ab Eb Itni si hai dil ki aarzu Eb Teri nadiyon mein beh jawaan Cm Teri kheton mein lehrawaan Ab Eb Itni si hai dil ki aarzu [Instrumental] Eb [Verse] Eb Ho Heer meri tu hasti rahe Cm Teri ankh ghadi bhar nam na ho Ab Main marta tha jis mukhde pe Eb Kabhi uska ujala kam na ho Eb Ho maayi meri kya fikar tujhe Cm Kyun ankh se dariya behta hai Eb Tu kehti thi tera chaand hoon main Eb Aur chand hamesha rehta hai [Chorus] Eb Teri mitti mein mil jawaan Cm Gull banke main khil jawaan Ab Eb Itni si hai dil ki aarzu Eb Teri nadiyon mein beh jawaan Cm Teri kheton mein lehrawaan Ab Itni si hai dil ki aarEbzu