Gajendra Verma — Ismein Tera Ghata

Текст песни Gajendra Verma — Ismein Tera Ghata + аккорды для гитары

Вступление

[Verse 1]
Am     F        C           G
  Kuch soch ke bola hoga tumne
Am     F        C           G
  Ye pyaar bhi tola hoga tumne
Am     F        C           G
  Ab na hai toh phir na sahi dilbar
Am     F        C           G
  Iss dil ko ye samjha liya humne

[Chorus]
Am      F
Isme tera ghata
C           G
Mera kuch nahi jata
Am           F
Zyada pyaar ho jata
C                G
Toh main seh nahi pata (x2)

[Instrumental]
Am F C G
Hmm…

[Verse 2]
Am    F  C    G
  Kuch khaas tha ye jaan leti jo
Am    F  C    G
  Meri nazar se dekha hota tumne
Am    F  C    G
  Iss baat ka bas gham hua mujhko
Am    F  C    G
  Thodi si bhi koshish naa ki tumne

[Chorus]
Am      F
Isme tera ghata
C           G
Mera kuch nahi jata
Am           F
Zyada pyaar ho jata
C                G
Toh main seh nahi pata (x2)

[Instrumental]
Am F C G
Hmm…

[Bridge]
Am    F  C    G
  Socha nahi tha zindagi mein yun milogi
Am    F  C    G
  Milke bhi tum na meri ho sakogi
Am    F  C    G
  Par yaad aayegi jab bhi tumhari
Am    F  C    G..Am F C G
  Shiqayatein na hongi bas dua rahegi..

[Verse 3]
Am    F  C    G
  Ab aur kya kehna hoga humne
Am    F  C    G
  Karna tha jo woh kar liya tumne
Am    F  C    G
  Shayad rahun ya na rahun dilbar
Am    F  C    G
  Badla kabhi ye faisla tumne

[Chorus]
Am      F
Isme tera ghata
C           G
Mera kuch nahi jata
Am           F
Zyada pyaar ho jata
C                G
Toh main seh nahi pata (x2)

[Instrumental]
Am F C G
Hmm…

Перевод песни Gajendra Verma — Ismein Tera Ghata

Song-Chord.ru